SARWAR MAIRA DEWAR
SARWAR MAIRA DEWAR Ham sab hee khush thay keh monson kee barish kay is mosam main farm house per kisqadar maza araha thaa. Sab hee family kay log thay aur sab hee shayad pehlee bar ayay thaay is maqam per night guzarnay. Hamlog dopehar ko aayay thaay aur sab hee nahanay main mashghool thaay. Mairee shadee ko chay (6) maheenay huway thaay aur main apnee susral aur shohar say bohat hee khush thee. Mairay shohar Afsar bohat achay thaay na sirf mujh say mohabbat karthay thaay balkeh maira har tarah khyal bhee rakhthay thaay. Afsar aik shareef insan thaay aur reserve rehthay thaay jabkeh maira dewar Sarwar unkay muqablay main bohat hee shareer jolly aur lamba taranga thaa aur pehlee hee nazar main bohat acha lagtha thaa. Iskee wajah sahayad yeh bhee thee keh wooh mujh say bohat mazaq kartha thaa aur main uskee bathon main bohat hansthee thee. Rat ko Afsar jald hee bed room main chalay jathay thaay akhbar weghairah parhnay kay leyaya jabkeh main dair gay drawing room...